Privacy Policy
Your data, handled with care.
Yeh policy batati hai kay hum kaunsi information collect karte hain aur usay kaise use karte hain.
Last updated: July 2026
Information We Collect
Jab bhi koi user hum se WhatsApp par direct contact karta hai, hum sirf wohi information collect karte hain jo service dene ke liye zaroori hoti hai:
- Full Name
- Email Address
- Real & Active Phone Number
- Service Details (kis type ki website ya service chahiye)
How We Use It
Jo data hum apne client se hasil karte hain, wo sirf aur sirf in kaamon ke liye use hota hai:
- Client se baat cheet aur communication ke liye
- Website ko client ki requirements ke mutabiq design & develop karne ke liye
- Project ko next level tak le jaane ke liye (updates, improvements, delivery)
We Never Sell Your Data
Aap ka data 100% mehfooz hai. Hum kisi bhi third party, advertiser, ya company ko aap ki information kabhi bhi sell nahi karte aur na hi share karte hain.
Koi sawal hai iss policy ke baare mein?
Direct WhatsApp par rabta karein — fast reply milegi.
Contact on WhatsApp